PACL Ka Paisa sebicommitteepaclrefund.com Se Bank Account Me Kaise Le Hindi dosto aaj is artical me hum janenge ki pacl ka paisa apne bank account me kaise le. Ye un logo ke liye good news hai jin logo ka paisa pacl me hai. Dosto jaise hi ye news ke baare me mujhe pata laga to mene aap logo ke help ke liye pacl par post likh di. Hum ne is artical me wo sab jankari batai hai jo aap logo ke liye bahot important hai Because is artical ko aap last tak dhyan se pade.
Pacl Ka Paisa Kaise Le ? Dosto ab apka intjar khatam huwa Apko easly pacl mony refund kar raha hai. Because sebi ne nivesako ko pacl ka paisa lotane ke liye sebicommitteepaclrefund.com website banai hai. waha apko apne pacl certificate ki details submit karni hai. aur kuch dino me apka paisa apke bank account me transfer kar diya jayega. To chaliye is post me apko sebicommitteepaclrefund.com par online apply kar ke pacl ka paisa apne bank account me kaise le ki jankari bata deta hu.
sebicommitteepaclrefund.com Par Online Apply Kar Ke Pacl Ka Paisa Lene Ka Tarika
Apko jyada matapachhi karne ki jarurat nahi padegi apne computer se ghar baithe online paise lene ke liye avedan kar sakte hai. But sebi ki website open kar ke usme maangi gai jankari aur apne bank details ko dalna hai. But apko Sebi Committee Pacl Refund dot com par apply karne ki process me kin kin document ki jarurat padegi yah jaan lena jaruri samjhta hu. niche un document ki list provide kar raha hu jo apko avedan karne ke time submit karna hoga. ( pearls news in hindi 2018 )
Also Like :
- Email Padh Kar Per Month 10,000 Rupees Kamane Ki 5 Websites
- Bidvertiser Se Paise Kaise Kamaye Website Ya Blog Bana Kar
Required Documents for PACL Money Refund in Hindi :
- Name of the investor as per पल्स Certificate
- Amount claimed (in rupees)
- Claimant’s mobile number
- PACL Scheme Payment Registration number
- Scanned copy of PACL Certificate
- Aadhaar/ Pan Number
- Bank account number and IFSC code
- Whether land has been allotted to the claimant investor by पल्स
- Scanned copy of PAN Card / Aadhaar Card
Sebi Ki Website sebicommitteepaclrefund.com Par Money Refund Lene Ki Steps :
Sebi Ki Website sebicommitteepaclrefund.com Par Money Refund kaise le isse pahle apko me yah bata du ki sebi ki latest pacl india news me yah saaf bataya gaya hai ki abhi sirf wahi log apply kar sakte hai jinka pacl ammount 2500 rupaye tak ban raha hai. isse jyada invest paise wale log claim nahi kar sakte. If apko itna pacl ka paisa lene hai to aap niche batayi details ko follow kare.
Also Like :
- Pacl 2500 वाले निवेशको को कब तक refund करेगी 2018
- Pradhan Mantri Jan Dhan Yojana Kya Hai Janiye Hindi Me
1. sabse pahle sebi ki site https://sebicommitteepaclrefund.com/ open kare.
2. Then site khulte hi usme right site me kuch option dikhenge us form ko fillup kare
- Name as per PACL Certificate – Isme apko wo naam bharna hai Jiske name ka पल्स bond hai.
- PACL Registration Number – Apke pass jo पल्स ka बांड hai usme jo registration no. hai usse yaha submit karna hai.
- Amount Claimed as par PACL Certificate – isme apko wo amount bharna hai jo apko PACL company se lena ho bond me jo likha hoga.
- Mobile Number – isme apko apna phone number dalna hai taki jarurat padne par apko message kiya jaye.
- Get Started – Ab sab ek baar check kar le ki kuch galti to nahi hai aur finally ispar click kar de.
3. Ab jo next step me apko id proof par click karna hai.
4. Then aap Aadhar card or pan card me koi ek select kar ke uska number dalkar save kare.
5. Save karte hi apke samne 2 option aur ayenge. Bank details or documents submit karne ke.
PACL Ka Paisa sebicommitteepaclrefund.com Se Bank Account Me Kaise Le Hindi
- Then bank Details me apko account number or ifsc code enter karna hai.
- Then document me apko soft copy upload karna hai like adhar card copy, pearls certificate copy and bank statment copy.
6. Sabhi document upload karne ke baad finally apko i declare ke option par tick mark kar ke last me submit par click kare.
7. Then ab apke samne your application has been submitted successfully likha aa jayega. Matlab ki apka pacl ke paise ke liye sebicommitteepaclrefund.com par online avedan complate ho gaya hai.
Also Like :
- Janiye Mobile Phone Khone Ya Chori Hone Par Use Lock Kaise Kare
- Aise Kare Kisi Bhi Mobile Me 2 Whatsapp Account Use
Ummid karta hu ki PACL Ka Paisa sebicommitteepaclrefund.com Se Bank Account Me Kaise Le ki jankari apke liye helful hogi. But apka koi sawal hai to comment kar sakte hai. If apko kuch samajh me nahi aa raha to pacl youtube video dekh sakte hai.
But is article ke bare me apne dosto aur jinka pacl india me paisa hai unko jarur bataye. If aap chahte hai ki is site par jo bhi latest update ho apko iski suchna turant mile to abi email dalkar is blog ko subscribe kare. Is website ke home page par jane ke liye yaha click kare onlinehonditricks.com
hi sir ,
mera amaunt 20,000 ka hai kya me bhi document smbit kar sakta hun.
please confrm.
gajendra kumar rana
9990466158
nahi kar sakte abhi sirf wo log apply kare jinka amount 2500 rupaye tak ka hai.
VIJENDRA JI ,
1. mane apne document sumbit kiye the . sumbit kkarne ke bad jo mobile pe sms ata hai vo muje nhi aya , agr me dobara uplode karta hun to allredy sumbitid show karta hai.
2.mara pacl bond me name , gajendra kumar hai, lekin bank me,aadhar card me, mera name gajendra kumar rana hai,
please muje btaye me kya kru.
Sir 2500se more amount ke liye kab update milega or hame iski jankari kese milegi … Sir reply plz my mobile no. 8962133551
Or kya ye submit process agent ko karni hogi ya phir hame sir reply me. Plz
Sir plz reply…
Hum 2500se jyada submit kr diye hai to mera sub form reject ho gya hai kya phir se sumbit kar sakta hu bataye pleaseeeeeee
koi baat nahi jub 2500 se adhik wale ka payment option ayega to fir se aap submit kar dena.
Helo sir agar pacl ke bond paper me name rohit kumar Yadav h or aadha card me rohit yadav to online form Jama karne pr kay name likana hoga sir g
Or ase he wife ka name aadhar card me neeru h or pacl ke bond me neeru devi h to kay kare plz help me mob. 9355715357
Aadhar card me bank account or bond me same name hona chahiye……..agar 2no me alag hai to apko adhar card ka name update karane ki jarurat hai.
Your PACL REGISTRATION NUMBER is INCORRECT. Please resend your PACL REGISTRATION NUMBER – Example PACL U164057781 to 562632. This number will be clearly mentioned in the PACL Certificate.
HOW TO RELOGIN SEBI.COM
MY NA SARE INFORMATION DALDIYATHA LAKIN UPLOAD NAHI KIYATHA PHIR SE OPEN KIYA THO ALREADY EXIXST BATHARA TO HOW TO LOGIN HELP
What do you mean by 2500 it’s paying monthly or yearly. I was paying 1100 per month can I apply for this . Pls reply
Sir isme name reg.no amount or mobile no felt GETSTART pr click karte h to your process has been already submitted likha aata h or ek no 4439—somthing likha aata h jb uspe call karte h to please enter your mobile number followed by the# Key ka option Santa h but jb # lgakr mobile no enter karte h to Koi response nhi milta h or call apne sap disconnect ho jaat h Sir Please Iska Koi Smadhan Btaen.
Hello sir mere 45000 h Mai kab form fill karu
VIJAY Kumar 9557032777
hello sr form bharte samay next leval jo he usme thoda problem ho gaya he .bank pass book or aadhar card samit karte samay udar confarm to kiya par galti se mine loptop off kiya .to mine fhir se said opan ke to ab wahi form bharte samay oo ab next leval nahi ja raha he .ab sied pr[ sorry the pacl nomber you provided has already been submitted] bata raha he ab mi kya karu plzz muje bataw plzz muje sms kare sr mob.9765630089
bank statement bank se nikalwa kar dena parega kiya
Comment: sir mene 2500 ke 4 hapate bhare to mere kul miilake 10000 ho gaye to submit kar sakta hu
Mai ek baar sab likh ke start kiya tha.
Tab current gaya.phir vaapas current aane ke baad start karne to iss tarap aatha hai.Sorry, the PACL number you provided has already been submitted. To know the status, please call 044-39571985.ab kya karna muje sir plzzzzz bathaye.
Main krishnanand,
Patna Bihar se.
ek 3600 rs quarterly, 7 year ka plan bole ki 4 year Chal chuka hai.
Ek 22500 rs 12year ke liye fix,
Aur ek 15000 rs 10 year ke liye
In dono ka bhi 6year pure ho chuka hai.
2500rs tak wali baat main nahin samajh paya.
Isiliye itna description likh raha hoon .
Kripa kar bataye kya main in sbhi refunds ke liye aavedan form bhar sakta hoon.
Mere mob no 9431457848 hai.
2500 rs tak ka ,payment wali baat plz clarify Karen.
Sir, maine rs. 1.10 lack ki FD (cdpp) ki hai… sir plz bataye ki kab tak muze refund mil sakta hai….??
helo sir,
mera pacl certificate gum ho chuka hai, par mere pass uska receiving slip hai. to kya mera paissa milega ya nahi reply please
hi sir mera bhi 2500 kai kaise kre kuch pta nhi chal rha hai i am in village so help me
Sir online details me claim amount konsi likhni he ..mera per month 1100 ka premium tha to me konsi amount likhu
Your PACL REGISTRATION NUMBER is INCORRECT. Please resend your PACL REGISTRATION NUMBER – Example PACL U164057781 to 562632. This number will be clearly mentioned in the PACL Certificate.
Hello Sir, I have invested above 31000/- haiHamara document kabh submitte karsakthe hai…please reply me sir
Sir pacl bond me ladkeka nam Dixit h or aadhar me Daksh Bhardwaj h to kya karna hoga.please help me…..9717802481
Sir kuchh sal pahale hamara pacl bond and all required documents jama ho chuka hai.agar abhi dubara jama Karna hai to hame bond ka amount pata Nahi hai kaise kiya Jay pl help sir
sir agar aadhar me kusum kumari verma he aur bond me kusum kumari he aur bank me kusum kumari verma he tb kya karna hoga please help me .agar me aadhar card aur bank ka name same ho to kya me apply kar sakti hu
sir agar aadhar me kusum kumari verma he aur bond me kusum kumari he aur bank me kusum kumari verma he tb kya karna hoga please help me .agar me aadhar card aur bank ka name same ho to kya me apply kar sakti hu
please help me
sir agar aadhar me kusum kumari verma he aur bond me kusum kumari he aur bank me kusum kumari verma he tb kya karna hoga please help me .agar me aadhar card aur bank ka name same ho to kya me apply kar sakti hu 9534202250
SIR MERA BOND ME KUSUM KUMARI AUR BANK AUR AADHAR CARD ME KUSUM KUMARI VERMA HO KYA HUM FORM SUBIITED KAR SAKTE HE KOI DURSA OPTION KYA HE PAN CARD ME KUSUM KUMARI HE
sir agar aadhar me kusum kumari verma he aur bond me kusum kumari he aur bank me kusum kumari verma he tb kya karna hoga please help me .agar me aadhar card aur bank ka name same ho to kya me apply kar sakti hu
Sir mera.bond me kusum Kumari he aur bank aadhar card me kusum Kumari Verma he to kya apply kar sakti hu mera 20000 Rs he please help
bond or document me same name hona chahiye.
Sir mera . Submit bata rha h . Sir mai ek bar get started pe ok kr Diya tha aur logout kr Diya the kyu ki process samajh me nhi aa tha .Sir plz bataeye kya kare
Hlo sir hmare 60,000 se jyada monay pacl me add hai or sbki slip bhi hai kiua hmare paise mil skte hai … plzzz rply me nd contact this no..8700519382
Sir bahut din se form submit nahi ho raha h wapsite se koi response nhi mil raha h
Sir mene form apdet kar Raha Tha kiss Karan se POORAN apdet nahi hoparhi jab mene duwara apdet Kiya to likh ka aara he ki_ sorry aapka form pahile hi sabmit hogaya lekin koi kagaj sabmit nahi hua ,sir batae ki duwara form aapdet ho jae sie__Rajesh
please understand sebi committee i am tmilnadu my state people always very poor family english and hindi not undersatanding people pls sir rompa yelmaiyana kudumpathula poranthavungathan neraiya peru ithula mattikittanga avungaluku online pathi ellam theriyathu konjam karuna kattunka sir ethu thappa type panniruntha sorry sir
sir my all docoment submitt key hamara amount jam nahi he sir.sir ackolgement sms kesay karana sir please told me
Sir humne sb documnents daal diye tje par wo pending dikha ra h dubara use kse kare sir na humne koi acknowledgement sms aya h adarsh
Hello sir mera pacl refund paisa submit nahi ho raha hai sir koi bathaiye please
SIR MAINE ABHI PACL BOND OR REGISTRATION NO.U213326483 ON LINE DOCOMENTS KIYA HAI BUT PENDINNG ME RAH GYE KYA SIR YE DUBARA NAHI HONGE
SIR MAINE ABHI PACL BOND OR REGISTRATION NO.U213326483 ON LINE DOCOMENTS KIYA HAI BUT PENDINNG ME RAH GYE KYA SIR YE DUBARA NAHI HONGE plessssssssssssssssss sir answer me
Me refund ke liye apply kar raha hu to kuch nahi aata hai
http://www.sebicommiteepaclrefund.com
good posthe
Sir ji plz btao 2000 aur 20000 se upr k form kb lgne ha pls btao
Sandeep ji abhi esi koi jankari nahi hai humare pass or jab bhi koi jankari milti hai to hum aap logo tak jarur pahucha denge.
sir, ab 2500 se upar valo ka amount kab tak diya jaye ga.
something 100000
sir, ab 100000 tak amount kab tak diya jaye ga.
sir, pls batao 200000 ka amount kis month tak mile ga
sir, ab kab se next amount pay ki jaye gi
something 2,00000 rs h time bata de. plsssss
sumita ji iski jankari jaise hi hame milegi hum aap ko bta denge
PACL ki complain kaise kare?